Saturday 24 August 2024

*Insights with GURUDEV from Awakening Hour Session*

*Insights with GURUDEV from Awakening Hour Session* 1. Bhoota Agni, the agni that you see, Pani garam hota hain, sharir ko banaye rakhta hain. Jeevan ko khatam bhi karta hain aur aag bhi karta hain. 2. Kama agni, jitne yahan baithe hain, woh kama agni se paida hue hain. Zyada kamta aa jaye dimag jal jata hain. 3. Jathra Agni, your digestion, jisee khana pachta hain, ye nai ho toh jeevan nai ho sakta hain. Vaishwanar again. Aham vaishwanar bhootnam va. I stay in everyone's stomach. Krishna is form of digestion. Zyada sataao mat unko. Sab praniyaon ke pait mein Krishna digestion ke roop mein hain. Pran kamagni se sambandhit hain. 4 tarah ke bhojan ko pachata hoon. Sadhaks ke liye agnikarya nai hain agnimay hongaye. Uska durpayog nai karna. upvas nai karna chahiye. 4. Kala Agni, kaal bhi Agni hain samay hain. 5. Prema Agni, Prem bhi aag hain 6. Krodha Agni. Gussa ata hain toh sharir heat hota hain ke nai. Shiv ko gussa ata hain toh woh bhasma karte hain. Hum, bhasma hi jate hain keep krodh against injustice. Bhagwan krishna ne bhi sudarshan chakra uthaya bhishma pe. Krodh zyada nai dikhana nai chahiye. 7. Gyana Agni, Gyan bhi aag hain, jise sare karma Gyan ke agni se bhasma ho jate hain. Those who haven't started reading Geeta, read it from today. Some sangarsh hain hi chalta rehta, padosi ke saath, rishte ke, kaam ka. Gyana Agni dadh karmani.

No comments:

Post a Comment